Paarsai - Self Respect

Ladaa ke un buton se aankh, duniya mein raha jab tak
Khuda ke saamne kya khaak bankar paarsaa jata

- 'Bekhud Dehlvi'
 

Muzaaherah na karo itna 9aarsai ka
Tumhare baare mein har skaks jaanta hai bohut

- 'Shamim Gauhar'
 

Paarsai ban ke 'Riyaaz' aate hain maikhane mein
Aap baithe hain bachaye hue daman kaisa

- 'Riyaz Khairabadi'
 

 

Apne mehboob ki khaatir tha Khuda ko manzoor Warna quran bhi utarta ba zabaan-e-urdu