Imaan aur Kufr - Faith & Disbelief

Imaan mujhe roke hai jo khiche hai mujhe kufr
Ka'aba mere peechhe hai kaaisa mere aage

- 'Ghalib'
 

Ho labon par, teri tasweer hai seene se lagi
Kufr aaya tere wahshi ko na islam aaya

- 'Ashraf'
 

Na garz kufr se rakhte hain na islam se kaam
Mudda'a saaqi se apne hamein aur jaam se kaam

- 'Sauda'
 

 

Rakh ke moonh so gaye hum aatishin rukhsaaron par Chain tha dil ko to neend aa gayi angaaron par