|
|
|
Sab ho chuke hai is but-e-kaafir aada ke saath reh jaayenge Rasool hi ab Khudaa ke saath
|
-
'Akbar Allahabadi'
|
|
Kaun kaafir yaqeen kartaa hai Laakh yeh but kahein Khudaa hain hum
|
-
'Azal Lucknowi'
|
|
Be 'aieb koi zaat Khudaa ke siwaa nahi But the mazey ki cheez magar bawafa nahi
|
-
'Jalees'
|
|
|
|
|
Doston se is qadar sadme uthaey jaan par Dil se dushman ki 'adawat ka gilah jaata raha
|
|
|