Banao - To adorn; Facial Makeup

Taqdeer kiski jaagi, kis se hua hai wa'ada
Kis ke liye banao sarkar ho raha hai

- 'Nashtar'
 

Aaina saamne hai khud lutf uthe rahe hain
zulfein bana bana ke, zewar badal badal kar

- 'Mayel Dehlvi'
 

Wah aap apni nazar mein samaye jaate hain
sawanrte jaate hain muskuraaye jaate hain

- 'Abd almajid Muztar'
 

 

Kehte ho ke hum dard kisi ka nhain sunte Maine to raqeebon se suna aur hi kuchh hai