|
|
|
Wa'de ne tere dil mein nayee aag laga di Haalan ki mulaqaat ka Imkan to nahin hai
|
-
'Azurda Dehlvi'
|
|
Dil ko pighlaata hua, aankhon ko garmaata hua Phir khayaal-e-yaar aaya aag barsaata hua
|
-
'Sheri Bhopali'
|
|
Jo aag lagaai thi tumne usko to bujhaaya ashqon ne Jo ashqon ne bhadkai hai is aag ko thanda kaun kare
|
-
'Moin Ahsan Jazbi'
|
|
|
|
|
Us nazaakat ka bura ho, wo bhale hain to kya Haath aawein to unhein haath lagaaye na bane
|
|
|