|
        |
|
Maut ka ek din mq'ayyin hai Neend kyoon raat bhar nahin aati
|
-
'Ghalib'
|
|
Neend uski hai, dimaagh uska hai, raatein uski hain Teri zulfein jiske shaanon par pareshan ho gayi
|
-
'Ghalib'
|
|
Rakh ke moonh so gaye hum aatishin rukhsaaron par Chain tha dil ko to neend aa gayi angaaron par
|
-
'Aatish'
|
|
|
|
|
A'ish se kyon khush huye, kyon gham se ghabraya kiye Zindagi na jaane kya thi aur kya samjha kiye
|
 |
|