Nasihat - Advice

Karte ho aaj shaikh ji hum ko nasihat
Kya kya kiya no hoga tumhine shabaab mein

- 'Rahmat'
 

Kya karte ho tum, naseh nasihat raat din mujhe
Use bhi ek din kuchh jaake sumjhate to kya hota

- 'Rangeen'
 

Khaak taasir ho mullon ke samjhane mein
Din ko masjid mein hain to raat ko maikhane mein

- 'Akbar Allahabadi'
 

 

Tark unse rasm-o-rah-e-mulaqaat ho gayi Yoon mil gaye kabhi to koi baat ho gayi