Khuda - God

A'ql mein jo ghir gaya laa intehaa kyun kar hua
Jo sabhi mein aagaya phir who Khuda kyun kar hua

- 'Akbar Allahabadi'
 

Raqeebo ne rapat likhwai hai jaja ke thane mein
Ke akbar naam leta hai Khuda ka is zamaane mein

- 'Akbar Allahabadi'
 

Agar duniya mukhalif hai to kya hai
Hamein to bas Khuda ka aasra hai

- 'Bedil Muraadabadi'
 

 

Amal nek hai woh tukhm ke phailta hai sada Isi daane ko jo daana hai woh bo jaata hain