|
        |
|
Khuda to milta hai, insaan hi nahin milta yeh cheez who hai jo dednbkhi kahin kahin maine
|
-
'Iqbal'
|
|
Yoon agar dekhiye kya kuch nahin yeh musht-e-ghubaar Aur agar sochiye to khak bhi insaan mein nahin
|
-
'Pandit Datatre Kaifi'
|
|
Bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona Admi ko bhi mayassar nahin insaan hona
|
-
'Ghalib'
|
|
|
|
|
Bosaa mujh ko nahi dete ho to jhidki hi sahi nahi darwaaza jo khul saktaa to khidki hi sahi
|
 |
|