Gunaah - Sin

Tadapkar shaan-e-karimi ne le liya bosa
Kaha jo sar ko jhukakar gunaah gaar hoon main

- 'Allamah Iqbal'
 

Mere gunaah zyaada hain ya teri rahmat
Kareem tu hi bataa de hisaab kar ke mujhe

- 'Muztar Khairabadi'
 

Haan aap ko dekha tha mohabbat se hami ne
Ji saare zamaane ke gunaahgaar hami the

- 'Ahsaan Daanish'
 

 

Meri taqreer ka us mein yeh kuch qaboo nahin chalta Jahan bandooq chalti hai wahan jaadu nahin chalta