|
|
|
Har taraf phaili huiyee hai chaandni hi chaandni Jaise woh khud saath hain, unki jawani ke saath
|
-
'Makhdoom Mohiuddin'
|
|
Rulaati mujhe kyon chaandni raat Yahi ek raat meri zindagi hai
|
-
'Andalib Shaadani'
|
|
Hamein to kaatni hai sham-e-gham mein zindagi apni Jahan woh hain wahin aiye chaand le jaa chaandni apni
|
-
'Shairi Bhopali'
|
|
|
|
|
Ek mo'ammah hai samajhne kana samjhaane ka Zindagi kahe ko hai, khwaab hai deewaane ka
|
|
|