Aurat - Wife; Woman

Is ke jaisa nek aur is ke jaisa bud nahi
Is ki nafrat aur mohabbat dono ki hud nahi

- 'Josh Malihabaadi'
 

Gar na maane to balaa hai aadmi ki jaan ko
Maan ne pe aaye to sajda kare shaitaan ko

- 'Josh Malihabaadi'
 

Teri is bewafai par fida hoti hai jaan apni
khuda jaane agar tujhmein wafa hoti to kya hota

- 'Zafar'
 

 

'Umr to saari kati ishq-e-butaan mein 'Momin' Aakhri waqt mein kya khak musalmaan honge